December 28, 2016
Kirana ki dukaan ko banaya doodh ki dukaan
Kahani tab shuru hoti hai, jab Lalganj gaon mein Neha naam ki ladki ek vyapari ke ghar shaadi karke aati hai. Vyapari ke ghar ek boodhi maa aur chhoti behen Seema rehte hai, jo kirana ki dukaan chalate hai, aur vyapari sheher jaake bada vyapar sambhalta hai. Shaadi ke kuch din baad Vyapari Mumbai chala […]